Arafah Se Tashreeq Tak - Ghayr Haaji Kya Kare? | Shaikh Zafar Ul Hasan #AMAU

Aap Hajj par nahi gaye... Toh kya Arafah aur uske baad ke dinon ki fazeelat se aap mehroom ho gaye? Kya ye din bhi aap sirf TV par Hajj ka manzar dekh kar, ya Eid ki shopping kar ke guzaar denge? Ye din — Arafah se le kar Tashreeq tak — aise a’maal aur mauqon se bhare hue hain jo aapke Imaan ko roshan, aur aapke nama-e-a’maal ko bhaari kar sakte hain. Wo a’maal kya hain? Kaunse amal ghayr-haaji afraad ke liye zariya-e-najat ban sakte hain? Aaiye, is dars mein jaante hain. Timestamps: 00:00 Introduction 02:04 Ashrah Dhul Hijjah – Sabse Behtareen 10 Din 10:02 Yawm al-Tarwiyah (8 Dhul Hijjah) 14:08 Arafat Ke Din Ki Fazeelat (9 Dhul Hijjah) 14:57 Arafat Ke Din ke 4 Ahem A’maal 31:47 Yawm an-Nahr Ke Khusoosi A'maal (10 Dhul Hijjah) 50:33 Ayyaam at-Tashreeq Ke A'maal (11 - 13 Dhul Hijjah) #hajj2025 #arafat #eidaladha #islamicvideo #quranaurhadees

Om Podcasten

Al Madrasatu Al Umariyyah is a media outlet dedicated to uncovering Islamic works from the past for English speakers in the present. We upload videos daily on YouTube and you can now download and listen to them offline! Join thousands of Muslims across the globe who benefit from our content, with the permission of Allah.