Har Din Naya Jhagda, Shadi Kaise Sambhalein? | Khamoshi Ke Peeche - Ep. 2 | #amauUrduHindi

Shadi mein sukoon chahiye, magar har roz koi na koi masla samne aa hi jata hai. Kabhi baat chhoti hoti hai, magar jhagda bada ban jata hai. Kabhi ego, kabhi ghalat fehmi, aur kabhi ghar ke bahar ke log rishte mein tanav badha dete hain. Lekin asal sawal yeh hai – yeh silsila kab aur kaise rukega? Is podcast mein host Abdullah Shetty ke saath Shaikh Zafar Ul-Hasan Madani samjhayenge ke shadi mein chhote-bade jhagde kyun hote hain, Quran aur Sunnat in masail ka kya hal dete hain, aur shauhar ya biwi ki zid kaise poora rista khatam kar sakti hai. Agar aap samajhna chahte hain ke Deen-e-Islam humein in mushkilon se nikalne ka tareeqa kaise sikhata hai, to yeh episode zaroor dekhein. #islamic #islamicvideo #deeneislam #deen #deenkibaatein #islamicpodcast #miyanbiwi #shadi #nikah #quranaurhadees

Om Podcasten

Al Madrasatu Al Umariyyah is a media outlet dedicated to uncovering Islamic works from the past for English speakers in the present. We upload videos daily on YouTube and you can now download and listen to them offline! Join thousands of Muslims across the globe who benefit from our content, with the permission of Allah.